Koondon Ki Niyaz

Koondon Ki Niyaz



Is video mein main bataya gaya hai hi ki ki jo log Koonde ki niyaz karte Hain vah isko farz yah Wajib samajhte Hain
yah bilkul galat hai kunde karna unki fatiha dilana ya koi farz ya Wazib Mein nahin,
Sirf ek Mushtahb kam hai aur bahut se log khaskar hamari Islami bahan Hai Kundon ki niyaz ko lekar bahut sari e galat fahmi Mein mubtila hain,

Koondon Ki Niyaz Dilana Kaisa

Kuchh hamari bahen Kundon ki Mannat bol deti Hain ki hamara yah kam ho gaya To ham itne kilo ke kunde banayenge aur uski Niyaz Dilayenge Kya Aisa karna sahi hai aap is video ko Zarur dekhen aur Sahi jaane Hai Kya Hai
aap is video mein dekhenge aur janenge ki Sahih kya hai aur galat kya hai isliye sabhi Bhai bahen is video ko Zarur dekhen aur sabhi doston ko Share bhi Karen

Post a Comment

2 Comments

  1. Allah ke siwa Kisi aur se mannat mangna shirk Nahi hai kya?

    ReplyDelete
    Replies
    1. Fatiha niyaz Mannat Nahi Dua hoti hai Esaale Sawab karna Quraan Aur Hadees Se Sabit hai

      Delete

Niche Comment Box Me Aapki Raaye Likhe