Namaz Me Dahine Pair Ka Anguta Sarak jene Se Kya Namaz Nahi Hoti ??
Aamtor Se Dehaton(village) Me
IsKo Bahut Bura Janate Hai
Yaha Tak Ki Namaz Me
Dahine
Pair Ka Angutha Agar Thodha Bahut Sarak Jaye To
Namaz Na Hone Ka Fatawa Laga Dete
Hai Kuchh Log isey
Angutta Ko Namaz Ki Kilya Ya Khoota Kahte Bhi Sune Gaye Hai
Ye bhi Padhen ↓ ↓ ↓ ↓ ↓ ↓
Yaha Sab Jahilana Bate Hai Kisi Bhi Per
Ka Angutha Sarak Jane Se Namaz Me Koi Kharabi Nahi Aati Hai
lekin Bila Wajah Namaz Me
Zaanbujh Kar Koi Harkat Karna Chahe
Jisam ke Kisi Hisse Se Ho Galat Wa Makruh hai..............
HaZrat Allahma Mufti
Jalalluddin Sahab Kibla Amajadi Farmate Hai
Dahine Pair Ka Angutha Apni
Jagah
Se Hat Gaya To Koi Haraj Nahi
Han
Muktadi Ka
Angutha Dahine Ya Bayen
Ya Aage Ya Pichhe
Itna Hata Ki Jis Se Saff Me Kushadagi Paida Ho Ya Sina Saff Se
Bahar Nikle To Makruh Hai
(Fatawa Fezur'rasool Jilda No 1 Page No 370)
Ye bhi Padhen ↓ ↓ ↓ ↓ ↓ ↓
Khulasa
Yeh hai
Ki Aawam Me Jo Mashahur Hai Ki Namaz Me Dahine Per Ka Anguta Apani Jagah Se Thodha Bhi Sarak Jaye To uski
Namaz Nahi Hoti Yeh Unki Jahalat Aur Galatfehmi Hai
Allah hamen Har tarah ki gumrahi se mahfuz farmaye aur
Islami masail ko thik tarah
se samajh kar
unpar Amal kerne ki bhi toufiq Ataa farmaye
Aameen
New Message Apke Email Par Paane Ke Liye Subscribe Karen
Aapko hamari Post kaise lagti
hai Comment box me Zaroor likhe
aur Is Post ko Like Share Karna Na bhoole
For More Msgs Click This Link
www.diniraah.in
Baraye Karam Is Paigham ko Share kijiye
ALLAH Apko iska Ajar-e-Azeem Zaroor dega AAMEEN
●●►jazakALLAH khairan◄●●
╠ ♥ PLEASE SHARE ♥ ╣
2 Comments
Assalamualykum
ReplyDeletemujhe is baat ka hawala bahare Shariat se milsakta hai kiya
Mashallah
ReplyDeleteNiche Comment Box Me Aapki Raaye Likhe