Kuch aham malumat Nabi e kareem Sallallahu Alaihi Wasallam k bare me
Kya Aap Jante hain?
* SAWAL : Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki "QABR" Mubarak kisne khodi unke kya Naam hain?
.
>> JAWAB : Madeenah Munawwara me 2 Shakhs "QABR" khodne wale the... Ek Hazrat Abu Ubaidah Bin Al jaraah RadiAllahu anh... Aur doosre Hazrat Abu Talha Ansari RadiAllahu anh, ye Sahabi the jinhone Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi wasallam) ki Qabr Mubarak khodi.
(Madrij-Un-Nubuwwah,Jild - 2,Safa No - 750)
.
* SAWAL : Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko Qabr me kis Jaanib se Qabr me Utara Gaya?
.
>> JAWAB : Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko Qadam Aqdas ki Jaanib se Qabr Anwar me Dakhil kiya gaya.
(Madarij-Un-Nubuwwah,Jild - 2,Safa No - 751)
.
* SAWAL : Huzoor Akram ((Sallallahu Alaihi wasallam) ki Qabr Anwar me kaun kaun Hazrat Utre the?
.
>> JAWAB : Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi wasallam) ki Qabr Anwar me, "Hazrat Ali Murtaz" RadiAllahu anh, "Hazrat Abbas" RadiAllahu Anh, "Hazrat Fuzail" RaidiAllahu Anh, aur "Hazrat Qasam bin Abbas" RadiAllah anh, ye 4 Sahabi hai jo Hamare Aaqa (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki Qabr Anwar me Dakhil huwe the.
(Madarij-Un- Nubuwwah,Jild - 2, Safa No - 751)
* SAWAL : Qabr Anwar me Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke Neeche kya bichhaya gaya aur kisne bichhaya.?
.
>> JAWAB : Bahreen ki Surkh laal " MAKHMAL" ki Chadar jo Khaibar ke Roz Huzur Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko Pahunchi thi,aur Aap use Ohdhte the use Bichhaya gaya... Aur Chadar ko Bichane wale Hazrat Saqran RadiAllahu Anh the, unhone kaha : mai nahi Pasand karta ke Aap (Sallallahu alaihi wasallam) ke Baad koi use Ohdhe.
(Madij-Un-Nubuwwah,Jild -2,Safa No - 751)

Ye bhi Padhen ↓ ↓ ↓ ↓ ↓ ↓

* SAWAL : Huzur Akram Sallallahu alaihi wasallam ko jab "QABR" shareef me utara gaya to aap apni Zuban Mubarak ko Jumbish Farma rahe the,to kis Sahabi ne Kan laga kar suna... Aur aap kya farma rahe the?
.
>> JAWAB : Hazrat Qasam Bin Abbas RadiAllahu anh Farmate hain : maine Qabr me dekha ke Huzur Sallallahu Alaihi wasaalam apne Lab mubarak ko Jumbish Farmarahe hain.... Maine apne kaan ko aap ke dahan mubarak ke qareeb kiya.... Maine suna ke aap farma rahe the "YA RAB UMMATI UMMATI".
(Madarijun Nububuwwa Jild 2 Safa No 751)
.
* SAWAL : Huzoor Akram (Sallallau Alaihi wasallam) ki "QABR" Anwar ko kin Cheezon se Banaya gaya?
.
>> JAWAB : Kachchi Eint se banayee gayee,uske Baad "LAHAD" par Mitti Dali gayee,aur Surkh Safed Sangreze Jamaay gaye.
(Madarij-Un Nubuwwah,Jild - 2, Safa No - 751)
.
* SAWAL : Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki "QABR" Mubarak Zameen se kitni Unchi ki gayee?
.
>> JAWAB : Qabr Shareef,Zameen se ek Balisht jitni Unchi ki gayee... Ek Riwayat me hai ke 4 Ungul ke Barabar ki gayee.
(Madarij-Un Nubuwwah,Jild -2,Safa No - 752)
.
* SAWAL : Huzoor Akram (Sallallau Alaihi wasallam) ki Qabr Mubarak par Kitna Paani Chhidhka gaya,aur kisne Chhidh ka?
.
>JAWAB : Hazrat Bilal (RadiAllahu Anh) ne "Qabr" shareef par ek Mashkeeza Paani Chhidh ka aur Sirhaane ki Taraf se Chhidhakna Shuru kiya.
(Madij-Un-Nubuwwah,Jild - 2,Safa No -752)
New Message Apke Email Par Paane Ke Liye Subscribe Karen
Aapko hamari Post kaise lagti
hai Comment box me Zaroor likhe
aur Post ko Like Share Karna Na bhoole
hai Comment box me Zaroor likhe
aur Post ko Like Share Karna Na bhoole
For More Msgs Click This Link
www.diniraah.in
Baraye Karam Is Paigham ko Share kijiye
ALLAH Apko iska Ajar-e-Azeem Zaroor dega AAMEEN

●●►jazakALLAH khairan◄●●
╠ ♥ PLEASE SHARE ♥ ╣
0 Comments
Niche Comment Box Me Aapki Raaye Likhe