Namaz Ka Tariqa in Hindi


Namaz Ka Tarika in Hindi


Assalamualaikum
Doston Aaj hum Aapke Liye Laaye Hai Namaz Padhne Ka Tareeqa Jo Ki Har Musalman ko Aana Zaroori hai Sab Par Farz Hai

Yeh Aisi Ibaadat hai Akhirat Me Sabse Pahle Sawal
Namaaz Ke Mutallik hi hoga

Fir Iske Baad Dusre Amaal ka Hisab Hoga Lekin jo isme Nakamyaab hogya Wo Aage Kaise kamyaab hopaega

Islie Namaz ko Sikhna Har Muslim par Farz Hai

Aur Sirf Padhne Se Kaam Nahi Chalega Isko Sahih Tareeqe Se
Padhna Zaroori hai

Hamari Zara Si Galti Hamari Poori
NamaZ Ko Zaya Kar Sakri hai
Islie Har Baat ko Hamare lie
Janna Aur Sikhna Zaruri hai ki
Namaz me Khade Kaise hon Niyat Kaise Bandhen 
Ruku
Kaise Karen 
Sajde Kaise Karen
Sana Kaise Padhen 
Atthiyyat Kaise Padhe
Ye Sab hum Aaj Aapko
Batayenge
Aapko Is Video ke Zariye Isko Zaroor Dekhen👇👇





Aur Yahan Se Isko Download Bhi Karle👇👇
🎬Complete Namaz ka Sahih Aur Sunnat Tareeqa.mp4

Taaki Hamesha Apke Pas Rahe Aur Kabi Bhi Zaroorat Hoto
Dowara Dekh le


Aur Namaz Ke Masail Ke Mutallik
Is Audio Speech ko bhi Sune👇👇
🎶Namaz-k-FazaiL Wa Masail.mp3
👆👆Insha Allah Isme bhi Aapko
Kaafi Sare Masail Maloom Honge
Aur Namaz Na Padhne Ke Beshumar Nukshanat Bhi
Is Audio Me Bataye Gaye Hai


Mujhe Ummid Hai ki Aapko In Dono Speech Se kaafi help Milegi
Namaz Durust Karne Me
Aur Insha Aage Bhi Aur Bhi Masail Namaz ke Jald Hi Pesh kie Jayenge

Post ko Jitne Logo Tak Ho Sake Share Zaroor Karen Kyunki
Agar Allah ke Ek bhi Bande ki
Namaz Agar Aapki Wajah Se Durust Hogai.
to Aayamat Tak Aapko Uska Sawab Milta hi Rahega




Ye bhi Padhen  ↓ ↓ ↓ ↓ ↓ ↓

► Wuzu-ka-tareeqa
► Ghusal-ka-tareeqa
► Masla-3-Talaaq
► AURAT-KI-ZINDAGI-KE-4-DAUR

Post a Comment

0 Comments