Duniya Se Behtar Akhirat Ki Fikr

Duniya Se Behtar Akhirat Ki Fikar

Mahfum-e-Hadees: 
Rasool’Aallah (Sallallahu
Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –
Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho To
Allah Ta’ala Uske Kaam Me Pareshaani Daal Dega,

*Aur Uski Muflisi Dono Aankhon Ke Darmiyan Kar Dega
*Aur Duniya Usko Utni Hi Milegi Jitni Uski Taqdeer Me Likhi Hai...
Aur Jiski Niyat Aakhirat Ki Taraf Ho Tou Allah Ta'ala Uske Sab Kaam Durast Kar Dega ,...
*Aur Uskey Dil Me Be-Parwahi Daal Dega
Aur Duniya Bila Shuba Uske Pass Aayegi”.
(Sunan Ibn Majah)


★ Allah Ta'ala hamen islami
Masail ko sikhne aur samajhne
Ki toufiq ataa farmaye
*Aameen* ★

For More Msgs Click This Link
           www.diniraah.in
Baraye Karam Is Paigham Ko 
Dusro ko Share kijiye
ALLAH Apko iska Ajar-e-Azeem Zaroor dega 
AAMEEN

●●►jazakALLAH khairan◄●●
╠ ♥ PLEASE SHARE ♥ ╣