फज़ाइले ईद

फज़ाइले ईद


*ईद के दिन हुए खास काम* - इसी दिन अल्लाह तआला ने पहली बार शहद की मक्खी को शहद बनाने के लिए इल्हाम किया था,इसी दिन अल्लाह तआला ने जन्नत पैदा फरमाई,इसी दिन अल्लाह तआला ने दरख्ते तूबा पैदा फरमाया,इसी दिन अल्लाह तआला ने हज़रत जिब्रील अलैहिस्सलाम को वही के लिए मुंतखिब किया और इसी दिन अल्लाह तआला ने फिरऔन के जादूगरों की तौबा कुबूल की
📕 ग़ुनियतुत तालिबीन,जिल्द 2,सफह 18


*ईद के महीने में हुए खास काम* - इस महीने की 4 तारीख को हुज़ूर सललल्लाहु तआला अलैहि वसल्लम नजरान के नस्रानियों के साथ मुबाहला के लिए निकले थे,इस महीने की 15 तारीख को जंगे उहद शुरू हुई जिसमे हज़रते अमीर हमज़ा रज़ियल्लाहु तआला अन्हु शहीद हुए,और इसी महीने की 25 तारीख से बाद के पूरे महीने क़ौमे आद पर अज़ाब नाज़िल होता रहा
📕 अजाइबुल मखलूक़ात,सफह 46

*मज़दूर की क्या मज़दूरी* - जब ईद का दिन आता है तो अल्लाह अपने बन्दों पर फख्र करते हुए फरिश्तों से फरमाता है कि उस मज़दूर की क्या मज़दूरी है जिसने अपना काम पूरा कर लिया हो तो फरिश्ते अर्ज़ करते हैं मौला ये कि उसकी पूरी मज़दूरी उसे दी जाये तो अल्लाह रब्बुल इज़्ज़त इरशाद फरमाता है कि मेरे बन्दो के ज़िम्मे जो फरीज़ा था वो उन्होने अदा कर दिया तो मुझे अपनी इज़्ज़तो जलाल की कसम मैने उन सबको बख्श दिया 
📕 मिश्कात,सफह 183

*तोहफ़ा-ए ईद* - जिसने ईद के दिन 300 बार *सुबहानल्लाहि वबिहमदिही* पढ़कर इसका सवाब तमाम मुसलमान मरहूमीन को बख्शा तो अल्लाह रब्बुल इज़्ज़त हर मुसलमान की क़ब्र में 1000 अनवार दाखिल फरमायेगा और जब वो खुद इस दुनिया से जायेगा तो उसकी क़ब्र में भी 1000 अनवार दाखिल फरमायेगा 
📕 मुकाशिफातुल क़ुलूब,सफह 650

*ईद के दिन ये काम मुस्तहब है*


! हजामत बनवाना
! नाखून काटना 
! गुस्ल करना 
! अच्छे कपड़े पहनना,नया हो वरना धुला हुआ हो 
! मर्द को साढ़े चार माशा से कम की 1 अंगूठी पहनना  
! खुशबु लगाना
! ईद की नमाज़ के लिये ईदगाह जाना
! ईदगाह पैदल जाना
! ईदगाह को जाते वक़्त आखों को नीची रखना 
! दूसरे रासते से वापस आना
! नमाज़ से पहले सदक़ये फ़ित्र अदा करना 
! ईदगाह जाने से पहले कुछ भी मीठी चीज खा लें 
! खुशी ज़ाहिर करना 
! कसरत से सदक़ा देना 
! आपस मे एक दूसरे को मुबारकबाद देना

*ⓩ याद रहे कि वहाबी देवबंदी क़ादियानी ख़ारजी राफ्ज़ी अहलेहदीस और भी जितने बदमज़हब फिरके हैं वो सब अपने अक़ायदे कुफ्रिया के सबब काफिरो मुर्तद हैं उन्हें काफ़िर जानना ज़रूरियाते दीन में से है,लिहाज़ा किसी भी बदमज़हब को अपना इमाम बनाना हराम उसके पीछे पढ़ी जाने वाली नमाज़ बातिल है और अगर कोई उन्हें मुसलमान जाने जब तो खुद भी काफिर हो जायेगा*
📕 बारह माह के फज़ायल,सफह 440

*शव्वाल के 6 रोज़े* - जिसने रमज़ान शरीफ के पूरे रोज़े रखे और उसके बाद शव्वाल में 6 रोज़े रख लिए तो उसके लिए पूरे साल रोज़े रखने का सवाब है,और ये रोज़े चाहे इकठ्ठा रखे या अलग अलग हर तरह जायज़ है बल्कि बेहतर है कि अलग अलग ही रखे कि हमारे मज़हब में यही रायज है

* ईद के दिन और बक़र ईद की 10-11-12-13 यानि पूरे साल में इन 5 दिनों में रोज़ा रखना जायज़ नहीं है बाक़ी इसके अलावा कभी भी रोज़ा रख सकते हैं,और हां जिनका रमज़ान का कोई रोज़ा छूटा हो वो इन नफ़्ल रोज़ों की जगह पर रमज़ान के क़ज़ा रोज़ों की ही नियत करें कि नफ़्ल नफ़्ल है उसकी पूछ नहीं होगी लेकिन फर्ज़ की पूछ होगी लिहाज़ा क़ज़ा नमाज़ हो या क़ज़ा रोज़े सब जल्दी जल्दी अदा किये जायें*
📕 मिश्कात,सफह 179

Fazaile Eid


*Eid Ke Din Hue Khaas Kaam* - Isi Din Allah Taa'la Ne Pahli Baar Shahad Ki Makkhi Ko Shahad Banane Ke Liye Ilhaam Kiya Tha,Isi Din Allah Taa'la Ne Janant Paida Farmayi,Isi Din Allah Taa'la Ne Darakhte Tooba Paida Farmaya,Isi Din Allah Taa'la Ne Hazrat Jibreel Alaihissalam Ko Wahi Ke Liye Muntakhib Kiya Aur Isi Din Allah Taa'la Ne Fir'aun Ke Jaadugaro Ki Tauba Qubool Ki Thi
📕 Guniyatut Talibeen,Jild 2,Safah 18

*Eid Ke Mahine Me Hue Khaas Kaam* - Is Mahine Ki 4 Tareekh Ko Huzoor Salalllahu Taala Alaihi Wasallam Najraan Ke Nasraniyon Ke Saath Mubahla Ke Liye Nikle The,Is Mahine Ki 15 Tareekh Ko Junge Uhad Shuru Huyi Jisme Harate Ameer Hamza Raziyallahu Taala Anhu Shaheed Hue,Aur Isi Mahine Ki 25 Tareekh Se Baad Ke Poore Mahine Qaume Aad Par Azaab Naazil Hota Raha
📕 Ajaybul Makhluqaat,Safah 46

* Jab Eid Ka Din Aata Hai To Allah Apne Bando Par Fakhr Karte Hue Farishton Se Irshad Farmata Hai Ki Us Mazdoor Ki Mazdoori Kya Hai Jisne Apna Kaam Poora Kar Liya Ho To Farishte Arz Karte Hain Ki Usko Uski Poori Mazdoori Di Jaaye To Allah Rabbul Izzat Irshad Farmata Hai Ki Mere Bando Ke Zimme Jo Fariza Tha Wo Unhone Ada Kar Diya To Mujhe Apne Izzato Jalaal Ki Kasam Maine Un Sabko Bakhsh Diya
📕 Mishkat,Safah 183

* Jisne Eid Ke Din 300 Baar Subhanallahi Wabihamdihi Padhkar Iska Sawaab Tamam Musalmano Ko Bakhsha To Allah Rabbul Izzat Har Musalman Ki Qabr Me 1000 Anwaar Daakhil Farmayega Aur Jab Wo Shakhs Khud Is Duniya Se Jayega To Uski Qabr Me Bhi 1000 Anwaar Daakhil Farmayega
📕 Mukashifatul Quloob,Safah 650

*Eid Ke Din Ye Kaam Mustahab Hain*


! Hajamat Banwana
! Naakhun Kaatna
! Gusl Karna
! Achche Kapde Pahanna,Naya Ho To Naya Warna Dhula Hua Ho 
! Mard Ko Saadhe Char Masha Se Kam Ki 1 Anguthi Pahanna
! Khushbu Lagana
! Eid Ki Namaz Ke Liye Eidgah Jaana *(Wahabi Devbandi Qadiyani Khaarji Raafji Ahlehadees Aur Bhi Jitne Badmazhab Firke Hain Wo Sab Apne Aqaayde Kufriya Ke Sabab Kaafiro Murtad Hain Unhein Kaafir Jaanna Zaruriyate Deen Me Se Hai,Lihaza Kisi Bhi Badmazhab Ko Apna Imaam Banana Haraam Uske Peechhe Padhi Jaane Waali Namaz Baatil Hai Aur Agar Koi Unhein Musalman Jaane Jab To Khud Bhi Kaafir Ho Jayega)*
! Eidgah Paidal Jaana
! Eidgah Ko Jaate Waqt Aankhen Neechi Rakhna
! Ek Raaste Se Jaana Aur Doosre Se Waapas Aana
! Namaz Se Pahle Sadqaye Fitr Ada Karna
! Namaz Ko Jaane Se Pahle Taak (Yaani 1,3,5,7,9) Khajurein Khaana,Khajoor Na Ho To Kuchh Bhi Meethi Cheez Kha Lein
! Khushi Zaahir Karna
! Kasrat Se Sadqa Dena
! Aapas Me Ek Doosre Ko Mubarakbaad Dana
📕 Baarah Maah Ke Fazayal,Safah 440

*Shawwal Ke 6 Roze* - Jisne Ramzan Sharif Ke Poore Roze Rakhe Aur Uske Baad Shawwal Me 6 Roze Rakh Liye To Uske Liye Poore Saal Roze Rakhne Ka Sawab Hai,Aur Ye Roze Chahe Ikattha Rakhe Ya Alag Alag Har Tarah Jayaz Hai Balki Behtar Hai Ki Alag Alag Hi Rakhe Ki Hamare Mazhab Me Yahi Raayaj Hai *(Yaad Rakhen Ki Eid Ke Din Aur Baqar Eid Ki 10-11-12-13 Yaani Poore Saal Me In 5 Dino Me Roza Rakhna Jayaz Nahin Hai Baaqi Iske Alawa Kabhi Roza Rakh Sakte Hain,Aur Haan Jinka Ramzan Ka Koi Roza Chhoota Ho Wo In Nafl Rozo Ki Jagah Par Ramzan Ke Qaza Rozo Ki Hi Niyat Karen Ki Nafl Nafl Hai Uski Poochh Nahin Hogi Lekin Farz Ki Poochh Hogi Lihaza Qaza Namaz Ho Ya Qaza Roze Sab Jaldi Jaldi Ada Kiye Jayein)*
📕 Mishkat,Safah 179 

Post a Comment

0 Comments