Kya Gusl Ke Waqt Kalma Na Padhne Se Paak Nahi Hote?
Awaam Mein Mashhoor Hai Ki Jab Tak ( Ghusl Karte Hue ) Kalama Na Padha Jaye Toh Woh Paak Nahin Hota Na Paak Hi Rahta Hai
*Shariyyat Ka Huqm Hamari Islaah*
Ye Awam Ki Ghalat Fahmi Aur Fizul Baat Hai
Sahi Baat Ye Hai Ki Ghusl Karte Waqt Na Kalma Shareef Padhein Na Kisi Qism Ki Guftagu Karein Balki Farayez Sunnat Wa Mustahbaat Ko Ada Karein
Hazrat Mufti Amjad Ali Azmi Farmate Hain Ki Ghusl Karte Waqt Kisi Qism Ka Kalaam Na Karein Aur Na Hi Dua-a Padhein
📚 Fatawa Fatawa Aalamgiri- Bahare Shariyyat Jild 2 📚
1 Comments
Ma sha Allah
ReplyDeleteNiche Comment Box Me Aapki Raaye Likhe