JUMA Ke Din Ke Kuchh Khas Amal
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
★ Hazrat Abu Haraira Raziyallahu anhu se rivayat he k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya,
" Jo sakhsh achchhi tarah Vuzu karta he fir Juma ki namaz ke liye aata he,
khoob dhyan se khutba sunta he. aur khutbe ke dauran Khamosh rehta he,
To is Juma se guzishta Juma tak aur mazeed 3 din ke gunaah maaf kar diye jate hai'n,
Aur jis shakhs ne kankriyo ko haath lagaya yani daurane khutba unse khelta raha ( ya chatai, kapda vagera se khelta raha ) to usne fizool kaam kiya,
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
⊙ Juma ke Din Surah Kahaf Padhiye, Gunaah Maaf,
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
★ Hazrat ibne Umar Raziyallahu Anhu se rivayat he k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya,
” Jo shakhs Juma ke din Surah Kahaf ki Tilawat karega uske qadam se lekar Aasmaan ki bulandi tak noor ho ja’ega Jo Qayamat ke din Roshni dega,
aur guzishta Juma se is juma tak ke uske sab Gunaah maaf ho ja’enge,( sagira gunaah muraad he ) ”
📓 Kanzul Ummaal, 1/576
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
⊙ Jume ki Raat me Surah Yaseen padhiye, Gunaah Maaf,
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
★ Hazrat Abu Huraira Raziyallahu Anhu se rivayat he k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya,
” Jisne Shabe Juma me Surah Yaseen padhi uski magfirat kar di ja’egi,”
📓Targeeb, 1/514
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
⊙ Jume ki Namaz ke baad Surah Fatiha, Surah. ikhlaas , Surah Mauzateen 7-7 Martaba Padhiye , Saare Gunaah Maaf,
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
★ Hazrat Aayesha Raziyallahu Anha se rivayat he k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya,
” Jo shakhs Juma ki namaz ke baad
Qul huvallahu Ahad,
Qul A’oozu birabbil Falaq,
Qul A’uzu birabbin Naas,
Saat saat martaba padhe to Allah Rabbul izzat Aa’inda juma tak burayi se panaah me rakhenge, ”
( Maasi ke irtkaab se badhkar Aadmi ke liye konsi burayi ho sakti he )
( Maasi ke irtkaab se badhkar Aadmi ke liye konsi burayi ho sakti he )
📓 Ibne Sunni Fi Amalal Yaum val Laylah, 1/145
★ Aur Qaseeri ki rivayat me alfaaze hadees is tarah he’n –
” Jo shakhs Juma ke din imaam ke Salaam ferne ke baad usi haalat me Bethe hue
• Surah Fatiha,
• Qul huvallahu Ahad,
• Qul A’uzu birabbil Falaq,
• Qul A’uzu birabbin Naas,
Saat saat martbaba Padhe to uske angle pichhle gunaaho ki magfirat kar di ja’egi,
Saat saat martbaba Padhe to uske angle pichhle gunaaho ki magfirat kar di ja’egi,
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
⊙ Jisne Juma Ke Din Apne Walden Ya unme SE kisi Kï Ziyaarat ki uske Gunaah Maaf,
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
★ Hazrat Abu Huraira Raziyallahu Anhu se rivayat he k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya,
” Jo shakhs Juma ke din apne Walden ya unme se kisi ek ki qabr ki ziyarat kare to uski magfirat kar di ja’egi, aur usko farmabardar likha jaa’ega, ”
📓 Kanzul Ummaal, 17/468
JUMA Ke Din Ke Kuchh Khas Amal
"ALLAAHU"
100 martaba padhne se
(TANGI DOOR HOTI HAI)
Jo Shaks baad Namaze Juma
Jo Shaks baad Namaze Juma
'YA GAFFARO IGFIRLI ZUNUBI'
(100 martaba padhega) to Maqbulon me shamil hoga, Tanggi khatam hogi aur behisab Rizk milega.
100 bar- "Ya Baaqi"
100 bar- "Ya Baaqi"
(jo amal karoge woh Qubul hoga INSHAALLAH)
100 Bar -"Ya Basiru"
100 Bar -"Ya Basiru"
(Dil me noor ILAAHI paida hoga)
100 Bar "Ya Baariyu Jalle Jalaluhu"
100 Bar "Ya Baariyu Jalle Jalaluhu"
(Qabr ke aazab se nijaat)
200 bar "Yaa Gaffaro"
200 bar "Yaa Gaffaro"
(Rozi mei barkat)
100 bar - "ya gaffaru igfirli zunubi "
(Allah uska naam un nek logon ki list mein dalte hai jo bakshe bakshaye hai)
(Allah uska naam un nek logon ki list mein dalte hai jo bakshe bakshaye hai)
Allah Amal ki Toufeeq Ataa Farmaye
Aameen
→ρLѕ ƒoʀwαʀd to others
0 Comments
Niche Comment Box Me Aapki Raaye Likhe