Namaz me Takbir Khade Hokar Sunna Kaisa


Takbir Khade Hokar Sunna Kaisa


 Jab Takbir Khne Wala "Hayya Alassalah
" Aur "
Hayya Alalfalah
Kahe Imaam Aur Muktadi Jo Wahan Mojud Hain Unko Usi Waqt Khada Hona Chahiye.

Magar Kuch Jagha Shuru Takbir Se Khade Hone Ka Riwaz
Pad Gya He Aur Wahan Log Is Riwaz
Par Itne Ard Jaate Heki
Hadeeson
Aur
FiQhi Kitaabo Ki Parwah Tak
bhi Nahi Karte Aur Manmani Jidd aur hatdharmi Se Kaam Late hain.

Ye bhi Padhen  ↓ ↓ ↓ ↓ ↓ ↓
° Ramzano ke MasaiL
° Nikah Ke Masail
° Namaz Ke MasaiL
° Auraton Ke MasaiL

(Sahih Bukhari Kitabul Azaan)
me ye 2 hadeese Aayi hai
jo is baat ki tasdiq kerti hain

Hadess: 1

حَدَّثَنَا أَبُو نُعَيْمٍ، قَالَ حَدَّثَنَا شَيْبَانُ، عَنْ يَحْيَى، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ أَبِي قَتَادَةَ، عَنْ أَبِيهِ، قَالَ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم ‏"‏ إِذَا أُقِيمَتِ الصَّلاَةُ فَلاَ تَقُومُوا حَتَّى تَرَوْنِي وَعَلَيْكُمْ بِالسَّكِينَةِ ‏"‏‏.‏ تَابَعَهُ عَلِيُّ بْنُ الْمُبَارَكِ‏


Narrated By 'Abdullah bin Abi Qatada, My father said, "Allah's Apostle said, 'If the Iqama is pronounced, then do not stand for the prayer till you see me (in front of you) and do it calmly.'"


حضرت ابوقتادہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہﷺ نے فرمایا: جب نماز کےلیے اقامت کہی جائے تو تم اس وقت تک کھڑے نہ ہوا کرو جب تک مجھ کو نہ دیکھو اورسکون کو لازم پکڑو۔

Hadees: 2

حَدَّثَنَا مُسْلِمُ بْنُ إِبْرَاهِيمَ، قَالَ حَدَّثَنَا هِشَامٌ، قَالَ كَتَبَ إِلَىَّ يَحْيَى عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ أَبِي قَتَادَةَ، عَنْ أَبِيهِ، قَالَ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم ‏"‏ إِذَا أُقِيمَتِ الصَّلاَةُ فَلاَ تَقُومُوا حَتَّى تَرَوْنِي ‏"


Narrated By 'Abdullah bin Abi Qatada : My father said. "Allah's Apostle said, 'If the Iqama is pronounced then do not stand for the prayer till you see me (in front of you).'"


حضرت ابوقتادہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہﷺ نے فرمایا: جب نماز کےلیے اقامت کہی جائے تو اتنی دیر تک کھڑے مت ہوجاؤ جب تک کہ مجھے نہ دیکھو۔


Ye bhi Padhen  ↓ ↓ ↓ ↓ ↓ ↓
° Namaz Ki Sharton Ka Bayaan
° Salatut-tasbih-ki-Namaz Ka Tarika
° Farz,Wajib,Sunnat,Makruh,kya hai


Fatawa Alamgiri Jo Badshah Aurangzeb
Aalamgir Rahmatullahi Ta'ala
Alaihi Ke

Hukam Se Takriban
350 Saal Pahle Us Dour Ke Takriban Sabhi Bade Bade Ulma ke Mashware ke Sath Likhi hai
Usme Hai.

"Moajin Jis Waqt Hayyallal Flah Kahe Tab Imaam Aur Muktdiyo Ko Khada Hona Chahiye
(Fatawa Alamgiri Jild 1 page 58)


Ye bhi Padhen  ↓ ↓ ↓ ↓ ↓ ↓
° Namaz Me Dahine Pair Ka Angutha Sarak jene Se Kya Namaz Nahi Hoti
° Namazi-k-Saamne-se-Guzarna-Mana-hai Hatna Gunah Nahi
° Najashaton-Napakiyo ka-bayan
° Har Napaaki Par-Gusal Karna Zaroori Nahi


Kya Dahini Janib Se ikaamat  Kehna Zaruri Hai.

Aajkal Yah Zaruri Khyal Kiya Jata He ki ikaamt Ya Takbire Jo Jamaat Qaim Karne Se Pehle Muajjin Log Padte Hain

Usme Padne Wala Imaam Ke Pichhe Ya Dahini(right) Tarf Ho Aur Bhaye(left) Janib Khade Hokar Takbir Padne Ko Mamnua(Galat) Khyaal Karte Hain.

Halanki Takbir baayi Tarf Se Padna Bhi Mana Nahi Hai
( Fatawa Razawiya Jild 2 page 465)        

Khulasa Yah Ki Imaam Ke Pichhe Ya Dahini
 Tarf Se Padna Zyada Behtar Hai Lakin Baayi Tarf Se Padna Bhi
Jaiz Hai
Aur Isse Namaz Me Koi Kami Nahi Aati or Dhahine Tarf Ko Zaruri Khyal Krna Galtfemi Hai.

New Message Apke Email Par Paane Ke Liye Subscribe Karen


Aapko hamari Post kaise lagti
hai Comment box me Zaroor likhe
aur Is Post ko Like Share Karna Na bhoole

For More Msgs Click This Link
            www.diniraah.in
 
Baraye Karam Is Paigham ko Share kijiye
ALLAH Apko iska Ajar-e-Azeem Zaroor dega AAMEEN

●●►jazakALLAH khairan◄●●

╠ ♥ PLEASE SHARE ♥ ╣

Post a Comment

0 Comments