Gusse Ka Ilaaj

Gusse Ka Ilaaj


Gusse Ka Ilaaj


Hadees:
Jab Kisi Insan par Gussa Suwar ho jae
Nabi-e-Kareem ﷺ Ne Farmaya ki Us Shakhs ko Chahye ki
Wo Fouran Wuzu kare Isse Gussa Thanda hojaega
Kyunki Gussa Dilane Waala
Shaitan Hai
Aur Shaitan Ko Aag Se Paida kia Gya hai
Aur Aag Ko Bujhane k lie
Paani ki Zaroorat hoti hai
Islie Wuzu Karne Se Gussa Thanda hojaata hai
(AbuDawd Sharif Vol 4 Page No.327)



Aur Dusri Hadees Me Ye Bhi Aaya hai
ki
Agar gussa Khade hone ki Haalat me Aya hoto
beth Jae Agar Betha Hoto Khade hojae
Agar Fir Bhi Gussa Kam na ho to
Let Jaye Taaki gussa Poori Tarah khatam hojae
(Musnad imaam Ahmed Bin Hambal)


Allah Ta'Ala Se Yahi Dua Hai Ki Allah
Hamen Aise Gusse Se Bachaye jo
Shaitan ki Taraf Se ho
Aur Hamen Shaitan k Har Fareb
Se Bachne Ki Toufeeq Ataa kare

Aur Hamen Islami Masail Ko Sikhne Aur
Unpar Amal Karne ki Toufeeq Ataa Farmaye Aameen
Post Ko Like Zaroor Karen Aur Apne Sabhi Doston Ko Share Bhi Karen