Shabe Bra'at Ke Mauqe Par Muaafi

Shabe Bra'at Ke Mauqe Par Muaafi


Shabe Bra'at Ke Mauqe Par Muaafi



KADAWI BAAT:

Shabe Bara'at Ke Mauqe Par
Whatsapp, Faceboook, Sms Vagerah Par
"Muaafi Naama" Ki Bharmaar hai

Chalo Ye Achchhi Baat Hai Ki Muaafi Tlaafi Kar Lee Jaae
Taaki
Shabe Bara'at Me Magfirat Me Rukaawat Na Ho

MAGAR

Taajjub Ki Baat Yeh Hai Ki Har Koi Us Se Muaafi Maang Rahaa Hai
Jis Ko Kabhi dekha Nahi,Mulaakaat Nahi Huee
Ya Voh Dosto Ahbaab Jis Se Kabhi Naarajagi Nahi Huee

Jab Ki
Voh Rishtedaar Ya Ajij Jo Haqikat Me Hum Se Rutha Huva Hai
Uske Paas To Koi Jaata Nahi
Zarurat Hai Ki Us Se Muaafi Aur Tlaafi Kee Jaae
(Yaa'ni Kasur Ho To Muaaf Kraae Haq Ho To Lautaae)

YAAD RAKHIYE
Agar Kisi Ki Dil Aazari Kee Ho To Sirf
Sms Kar Dene Se Kaam Nahi Chalega
Balki
Ru B Ru Jaakr Ya Kam Az Km Phone Ke Zariye Muaafi Talab Kre

HAA
Dosto Ahbaab Se Bhi Kasur Muaaf Kraaye
Lekin
Unhe Na Bhule Jo Ruthe Huve Ho
Ya
Jinse Salam Kalaam Band Ho
(Shart Ye Hai Ki Uska Aqida Durust Ho
Bad Aqido Se To Dur Rahne Hi Me Aafiyyat Hia)


शबे बराअत से पहले मुआफ़ी:

आज कल व्हाट्सअप और फेसबुक वगैरह पर एक मेसेज
तेज़ी से गर्दिश कर रहा है, कि

"शबे बराअत आने वाली है, नामये आमाल तबदील होने वाले हैं लिहाज़ा आप शबे बराअत  से पहले मुझे मुआफ कर दें"

यक़ीनन इस में कोई शक नहीं कि इस तरह माफी मांगना भी सही व दुरुस्त है,
लेकिन
अफ़सोस सद अफ़सोस
जिनकी बे रुखी, गलत हरकतों और गंदे कामों से
घर में मां बाप नाराज़ पड़े हैं,
भाई बहन, रिश्तेदार व पड़ोसी रूठे बैठे हैं
मोहल्ले वाले तंग व परेशान हैं
वो लोग मां बाप भाई बहन रिश्तेदार व पड़ोसियों से
या जिनका दिल दुखाया  उनसे मुआफ़ी मांग कर उन्हे राज़ी करने के बजाए,
व्हाट्सअप और फेसबुक के चंद रोज़ा अंजान दोस्तो से
माफी मांगने और उन्हे मनाने में लगे हैं,
अरे भाई जिनका हक़ पहले है, पहले उनसे तो मुआफी मांग लो,
पहले उन्हें तो राज़ी कर लो,

Post a Comment

0 Comments