Sajde Me Pair Ki Ugaliyon Ka Pet Zamin Par Na Lagna


Sajde Me Pair Ki Ugaliyon
Ka Pet Zamin Par Na  Lagna


Is Mas'ale Se Kaafi Log Gafil Hai  Aur Pair Ki ugaliyo ke Sirf Sire Zamin Se Lag Zane Ko. SAjda  Samajhte  Hai

 Aur Kuchh. Ka To Sirf Anguthe ka Sira Hi Zamin Se Lagta. Hai  Aur Baaki Ungaliya. Zamin Ko Chhooti Bhi Nahi
Isa Shurat Me Na Sajda Hota Hai Na Namaz

Ye bhi Padhen  ↓ ↓ ↓ ↓ ↓ ↓

Sajde Me  Pair Ki Ungaliyo. Ke   Sirf Sire  Nahi
Balki  Ungliyo Par Zor DeKar Kible  Ki Taraf
Ugaliyon
Ka pet Zamin. Se lagana Chahiye

Sajde  Me kam Sr  Kam  Ek Ungli Ka Pet Zamin. Se
Tika Hona   Farz
Hai Aur 3 Ungliyo ka
Tikana Wajib Jabki Saari
Ungliyan aur Anguthe
ka tikana Sunnat hai

To behtar yahi hai ki aap
Saari ki Saari pair ki Ungliya aur Anguthe
ko thik se Jamakar Sajda karen
Yeh Tabhi Hoga jab Aap
Ungliyon par thoda zor denge
Agar yun hi dheela chhod denge
to shayed Poori Ungliyan Nahi tik Payengi
Aur Aapki Na hi wo Namaz hogi Na sajda

To plz thik se karen kyunki Hum
Namaz Allah ko Raazi kerne k lie Padhte hain

Agar usi me aisi kami karenge to
hamari Namaz Qubool kaise hogi

Fir hum kehte hain hamare
Hamari Namaze Qubool nahi
hoti Hamari Duayen Qubool nahi hoti

  1. Rizq me Barkat ka Wazifa
  2. Farakhi e Rizk
  3. Rozi me Barkat ka Wazifa


Jab hum thik se us rab ki ibaadat nahi kerte to kahan se Qubool hongi us ibaadat ka sahih haq adaa kro aur thik se
Ibaadat kro thik se Namaz Padho aur
thik se Sajda kro

aur in saare Masail ko dusro ko bhi Share kro taaki aapke Zariye kisi aur
ki bhi islaah ho
Insha Allah apko iska sawab milega
JazakAllah
New Message Apke Email Par Paane Ke Liye Subscribe Karen


Aapko hamari Post kaise lagti
hai Comment box me Zaroor likhe
aur Is Post ko Like Share Karna Na bhoole

For More Msgs Click This Link
            www.diniraah.in
 
Baraye Karam Is Paigham ko Share kijiye
ALLAH Apko iska Ajar-e-Azeem Zaroor dega AAMEEN

●●►jazakALLAH khairan◄●●

╠ ♥ PLEASE SHARE ♥ ╣

Post a Comment

2 Comments

  1. Kya ye hukm auraton ke liye bhi hai ke sajde mein pair ki ungliyon ke pet zamin se tike?

    ReplyDelete
    Replies
    1. Nahi Auraton ki namaz me fark hai Unke dono pair sajde me dahini taraf ko mude rahenge

      Delete

Niche Comment Box Me Aapki Raaye Likhe