IMAAM KA MUKTADIYO SE UNCHI JAGAH KHADA HONA

IMAAM KA MUKTADIYO SE UNCHI JAGAH KHADA HONA

IMAAM KA MUKTADIYO SE UNCHI JAGAH KHADA HONA


Kai Jagah Dekha Gya Heki Namaz Me Imaam Muktadiyo Se Unchi Jagah Khada Hota He Maslan Masjid Me Andar Ki Kursi

Unchi He Aur Bahar Ke Hisse Ki Nichi He Aur Imam Ka Musalla Andar Ke Farsh Par He Aur Muktadi Bahar Ya Dono Andar Hain.


Ye bhi Padhen  ↓ ↓ ↓ ↓ ↓ ↓
° Magrib-Aur-Ishaa-ki-Namaz-Ka-Time Kabtak
° Namaz me Takbir Khade Hokar Sunna Kaisa
° Namaz Ki Sharton Ka Bayaan
° Namazi-k-Saamne-se-Guzarna-Mana-hai Hatna Nahi

Lakin Imaam Ke Musalle Ke Liye Arsh Uncha Kar Diya Gya Hai
to
Yah Makruh He Aur Is Tarha Namaz Pdne Se Namaz Me Kami Aati Hai.

Ma'asla Yah Heki Imam Ka Akele Buland Aur Unchi Jgah Khada Hona Makruh Hai
Aur Unchai Ka Matlab Yah Heki Dekhne Se Andazah Ho Jayeki Imam Uncha He Aur Muktadi Niche or Yah Fark Mamuli Hoto Makruhe Tanzihi Aur Agar Zyada Hoto Tahrimi Hai


Ye bhi Padhen  ↓ ↓ ↓ ↓ ↓ ↓
° Eimaan-Wa-Aqeede-Se-Zyada-Amal-Ko Ahmiyat Dena
° FILMi GAANON ME KUFRIYAAT
° Allah-Taala-ko-Upar-Wala-kehna-kaisa-hai

Han Agar Pehli Saff Imam Ke Sath Aur Brabar Meho Baki Safen Nichi Hoto Kuch Harz Nahi Yah Jaiz Hai. Is Masle Ki Tafsil Janne Ke Liye
(Fatwa Razwiya Jild No 3 Safa 415)

Dekhna Chahiye Is Masale Ko KHAS Dhyan Rakhna Chahiye Kyuki Khud Hadis Sharif Me
bhi Isse Mutallik Marwi Hai.

Hadis :- Hazrte Huzefa Radiallahu Ta'ala Anhu Se Marwi He ki  (RasuAllah Sallahu Alaihi Wasllam) Ne Farmaya Ki Jab Imam Namaz Padaye To Muktdiyo Se Unchi Jagah Khada Na ho
(Abu Dawood Jild No 1 Page  88)

New Message Apke Email Par Paane Ke Liye Subscribe Karen
Uske baad Apki Email Check kare Ek msg Ayega Uspar Click Kerke
Conform Karen Fir Apko Message Milna Shuru
Hojayenge


Aapko hamari Post kaise lagti
hai Comment box me Zaroor likhe
aur Is Post ko Like Share Karna Na bhoole

For More Msgs Click This Link
            www.diniraah.in
 
Baraye Karam Is Paigham ko Share kijiye
ALLAH Apko iska Ajar-e-Azeem Zaroor dega AAMEEN

●●►jazakALLAH khairan◄●●

╠ ♥ PLEASE SHARE ♥ ╣

Post a Comment

0 Comments